Google kya hain
Google ek American multinational technology company hai, jo internet search engine ke alawa online advertising technologies, cloud computing, software, hardware, aur other related services provide karta hai. Google search engine, world's most popular search engine hai, aur bahut se log internet search ke liye Google ka use karte hai. Google ka search engine, web pages ko crawls karta hai aur unki indexing karta hai, jisse users ko relevant search results dikhayi dete hai. Google ke search algorithm ke through, search results quality aur relevancy ko maintain kiya jata hai. Google ke through, users gmail, Google Drive, Google Photos, Google Maps, YouTube, aur other related services ka use kar sakte hai. Google aapki search and browsing history ke according personalized ads show karta hai. Google ne bahut se innovative products bhi develop kiye hai, jaise ki Google Pixel smartphones, Google Home smart speakers, Google Chromecast streaming devices, Google Assistant voice assistant, au...